
India pe tariffs lagao, kyuki india ne russian oil khareeda, india ko punish karo kyuki india ki vajah se ukraine me log maare jaa rahe hai. Toh kya yeh sach hai? Aaiye jaante hai asal me kaun russia-ukraine war ko kaun fuel kar rha hai. रूस-यूक्रेन युद्ध start hone के बाद, akele 2024 में यूरोप ने 16.5 मिलियन टन LNG रूस से खरीदी. जो भारत और रूस के total business से भी ज़्यादा थी। Despite sanctions, 2024 me EU Russia ka major trading partner bana raha. Jo ki €67.5 billion in goods aur €17.2 billion in services from Russia tha, Jo ki india ke lagbhag $51.3 billion imports se kahin jyada hai. Yaha tak ki Europe ne 2024 me ek naya record banaya. Ek hi saal me 16.5 million tonnes of Russian LNG import kar ke, exceeding its 2022 total of 15.21 million tonnes. Aur koi jaa ke trump sahab ko bataiye ki america ko khud pe bhi tariffs laga dene chahiye kyuki america ne $878 million ke precious metals aur $695 million inorganic chemicals, jaise ki palladium aur uranium russia se import kiye hai. Yaha tak ki U.S. nuclear reactors ne roughly 335 tonnes enriched uranium 2024 me Russia se import kiya hai. Jiski keemat hoti hai lagbhag $624 million. India’s import strategy was based on energy necessity post Ukraine war, while Western countries’ energy ties are often questioned as profit-driven or geopolitical.
This post was published on 13th August, 2025 by Vikas on his Instagram handle "@vikasvaid_vhw (Vikas Vaid)". Vikas has total 84.3K followers on Instagram and has a total of 401 post.This post has received 36 Likes which are greater than the average likes that Vikas gets. Vikas receives an average engagement rate of 0.04% per post on Instagram. This post has received 0 comments which are lower than the average comments that Vikas gets. Overall the engagement rate for this post was lower than the average for the profile.