
Indore Rangpanchami ki Gair ka Asli Itihaas! 300 Saal Purani Pratha, jo Paidal aur Bail Gadi se chal kar ab DroneS aur Mobile App Bookings tak pahuch gae hai... Har Varsha, Rangpanchami ke avasar par bharat ke sabse saaf shahar, Indore me 5 Lakh ae bj jyada log ikatha ho kar manate hai, Gair ke roop me yeh tyohaar. Indore Gair ka itihaas desh ki azadi se bhi purana hai aur Holkar Kaal se chala aa raha hai Rajkiya Gair se le kar, Prajatantrik tak, is gair ka yaha roop lene me Bablulal Giri Ji aur Rashtriya Kavi, Satyanarayan Satan Ji sahit, shahar ke kayi varishtha logo ka yogdaan raha... Bail Gadiyo se le kar DJ Trucks, aur hath pichkari se le kar Motor pump wale paani tak, Gair ka roop itna vishal hone aya hai ki Vishwa bhar me iski khyati hai. Aur ise UNESCO WORLD CULTURAL HERITAGE ki tarah chinhit karne ka bhi prayas ho raha hai.... Par ye Gair ki Pratha Shuru kese hui? Janane ke liye Video pura dekhiye.. Special thanks to @satyanaravansattan Ji and his grandson and my good friend @iamsankalp7774 for making this video possible with their valuable time & sources.
This post was published on 17th March, 2025 by Keshav on his Instagram handle "@keshavkothari_ (Keshav Kothari)". Keshav has total 7.3K followers on Instagram and has a total of 93 post.This post has received 3.8K Likes which are lower than the average likes that Keshav gets. Keshav receives an average engagement rate of 68.88% per post on Instagram. This post has received 90 comments which are lower than the average comments that Keshav gets. Overall the engagement rate for this post was lower than the average for the profile.